Resize CTET photo to 3.5×4.5 cm between 10KB–200KB as per official CBSE portal. Fast, free & 100% browser-based.
Tap to browse JPG / PNG / WEBP
हजारों छात्रों ने हमारे tools का इस्तेमाल करके अपना form successfully complete किया है 🚀। हमारा goal सिर्फ image resize करना नहीं बल्कि आपका form सही तरीके से submit करवाना है 💯।
📢 20 मई से शुरू हो रही है Daily Free Test Series (सिर्फ 20 मिनट) 📚 जिससे आपकी तैयारी और मजबूत होगी।
⚠️ Form भरते समय कोई भी doubt हो — छोटा या बड़ा — बिना hesitate किये हमें mail करें:
📩 support@examoresizer.com
👉 तैयारी के लिए हमारे YouTube चैनल से जुड़ें:
📺 Subscribe ExamO Cafe🙏 Thank You Buddy 💐
CTET application form bharte waqt photograph ka size aur format sahi hona bahut zaroori hota hai. Official CBSE CTET portal ke anusar photo JPG/JPEG format mein honi chahiye aur file size 10KB se 200KB ke beech honi chahiye. Agar photo required size mein nahi hoti, to upload error aa sakta hai aur application reject ho sakti hai.
Ye CTET image resizer aur CTET photo resizer tool aapki photo ko automatically correct size aur format mein convert karta hai — bina kisi software ke, sirf browser mein. Upload karo, download karo — bas itna!
| Document | Format | Min Size | Max Size | Dimensions |
|---|---|---|---|---|
| Photograph | JPG / JPEG | 10 KB | 200 KB | 3.5 × 4.5 cm |
| Signature | JPG / JPEG | 4 KB | 30 KB | 3.5 × 1.5 cm |
⚠️ Note: Many websites incorrectly mention 100KB as max size. Official CTET portal allows up to 200KB for photograph. Verify at ctet.nic.in.
Official CTET portal ke anusar photo JPG/JPEG format mein aur size 10KB to 200KB ke beech honi chahiye.
CTET photo ka dimension 3.5 cm × 4.5 cm (approximately 413×531 pixels) hona chahiye.
Haan! Official portal 200KB tak allow karta hai. Bahut si websites galat 100KB likhti hain — official portal 200KB accept karta hai.
Clean aur light background use karein. White background preferred hai.
Haan, photo sirf aapke browser mein process hoti hai. ExamO Resizer photo ko server par upload ya store nahi karta.
Haan, bhai yai tool one click tool hai aap ko bus image upload krni hai aur download kr leni hai do confusion .
Haan, mobile browser mein bhi photo upload, resize aur download kar sakte hain.
JPG, JPEG aur PNG upload kar sakte hain — output JPG format mein milega.
10 June 2026 hai CTET 2026 application form ki last date.
CTET signature 4KB se 30KB ke beech JPG format mein honi chahiye. Signature resize karne ke liye yahan click karein →
Ensure your uploaded photo is clear and accepted by the CTET application portal.